Happy Navratri 2013 Messages, SMS N Wishes in Hindi

Happy Navratri 2013 Messages, SMS N Wishes in Hindi:
ChaNdaN Ki Khushbu
Resham Ka Haar,
SawaN ki SugaNdh
Barish Ni Fuhar,
Radha Ki Ummide
KaNhaiya Ka Pyar.,
Mubarak Ho Apko NAVARATRI Ka
Tyohar., HAPPY NAVARATRI.!
happy Navratri 2013 sms wishes


kya hai paapi kya hai ghamandi
maa k dar par sabhi shees jhukate
milta hai chain tere dar pe maiya
jholi bharke sabhi hai jaate
HAPPY NAVRATRI

Maa ki jyoti se prem milta hai
Sabke dilo ko marm milta hai
Jo bhi jata hai maa ke dwar
Kuch na kuch jarur milta hai.
Shubh Navratri

Durga Ashtami ke roop
mein
Kya mangu mein maa se
mujhe hai sab kuch mila
Arey khushkismat hoon
mein jo mujhe
Durga Ashtami ke roop
mein
Maa Durga ki aaradhna
krne ka moka mila
happy Navratri 2013 sms wishes


Navratri ke is pawan parw par maa naina devi apke naino ki rakasha kare
maa chintpurni apke sabhi chinta dur kare, maa kamna devi aapki sabhi manokamna puri kare
Happy Navratri

Maa durga apko apni 9 bhujao se:
1 bal
2 buddhi
3 aishwarya
4 sukh
5 swasthya
6 shanti
7 yash
8 nirbhikta
9 sampannta
pradan kare.
JAI MATA DI.

N-Nav Chetna
A-Akhand Jyoti
V-Vighna Nashak
R-Ratjageshwari
A-Anand dayi
T-Trikal darshi
R-Rakhan karti
A-Anand mayi Maaa
Nav Durga blesses u.

Durga Puja Khushio Ka
Ujalo Ka, Ma Durga Ka
Is Durga Puja Aapki
Jindagi Khushio Se Bhari Ho
Duniya Ujalo Se Roshan Ho
Ghar Par Maa Durga Ka Aagman Ho

Lakshmi ka Hath ho Saraswati ka Sath
ho Ganesh ka niwas ho aur maa
durga ke ashirwad se Aapke jeevan
mai prakash hi prakash ho HAPPY
NAVRATRI
Navratri 2013 sms wishes


Chand ki chandani Basant ki bahar
Phoolo ki khushbu Apno ka pyar
Mubarak ho aapko NAVRATRI ka
Tyohar Sada khush rahe aap aur apka
PARIVAR

Durga Puja Ka Suhana Parva,
Laye Aapke Jivan Me Khushiya,
Karo Dil Se Maa Ki Bhakti,
Maa Dengi Aapko Asim Shakti.
“Happy Durga Puja”

In aaakhon se sada Maa ko dekhu, In
kano se Maa ko sunu, Ye haath Maa
ke charno ki dhul ko sada chue, Ye
paaon sada Maa ke darbar ko hi jaye,
Sada maa ka beta bana rahu. Maa har
saal Navratra pe milne aaye. Happy
Navratri

sajaa darwar hai or ek jyoti jagmagayi hai
naseeb jagega un jagran karane walo ka
naseeb jagega jagran me aane walo ka
wo dekho mandir me meri maat muskarayi hai
HAPPY NAVRATRI
happy Navratri 2013 sms wishes


Maa Durge, Maa Ambe, Maa Jagdambe, Maa Bhawani, Maa Sheetla, Maa Vaishnao, Maa Chandi, Mata Rani meri aur apki manokamna puri karey.. JAI MATA DI. Happy Navratri.

Khushiyan or aapka
janam janam ka
sath ho
Har kisi ki juban per
aapki hasi ki baat ho
Jeewan mein kabhi
koi musibat aaye
bhi
To aapke sir per Maa
Durga ka hath ho
Jai Maa Durga “
Happy Navratri

Pyar ka tarana
uphar ho
Khushiyo ka
nazrana beshumar
ho
Na rahe koi gam ka
ehsas
Aisa navratra utsav
is saal ho!
”Happy
Navratra”

~NAVRATRA~
N-Nav-Chetna
A-Akhand Jyoti
V-Vighna Nasak
R-Ratjageshwari
A-Adbhut
T-Trikal Darshi
R-Raksha Karti
A-Anandmayi
Maa Nav-Durga Bless All Of You.!!
!!~HAPPY NAVRATRA~!!

Maiya Hai Meri Sheronwali
Shan Hai Ma Ki Badi Nirali
Sacha Hai Ma Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Unche Parbat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Saacha Hai Maa Ka Darbar
Maiya Ka Jawab Nahi.
Happy Navrtri.

लाल रंग की चुनरी से सजा माँ का दरबार;
हर्षित हुआ संसार!
नन्हें नन्हें क़दमों से, माँ आये आपके द्वार;
मुबारक हो आपको नवरात्री का त्योहार!
शुभ नवरात्री!